Saturday, July 24, 2021

एक स्त्री की मौत

👧


 स्त्री औरत नारी ,यू तो अप्रितम कृति है ।

फिर भी क्यों वो जीवंत होते हुए भी मरती है ,

प्रतिदिन प्रतिपल प्रतिक्षण।

मैं भी एक नारी हूं ।

बेटा होती थी कभी अपने घर की।

निर्णय लेती थी  

मां पिता भाई की जान होती थी ।

समाज में सबकी दुलारी होती थी ।

फिर हुआ कुछ ऐसा  जब एक घर से दूसरे घर आ गई।

जहा प्यार भी दिया अपने संग ले संस्कार भी दिए ।

पाया क्या ,जिस दिन छोटी छोटी बातों पे उंगली उठी।

फिर वोही घर के झूठ से सामना हुआ ।

जब पहली बार खुद को मरते देखा ।

फिर कुछ लोगों ने परिवार तोड़ दिया।

परिवार को अहमियत देने वाली औरत 

फिर मरी एक बार ।

ईश्वर भी परीक्षा लेता रहा ।

रोज मार कर जीवित रखता रहा ।

रोज आत्मसम्मान पाने की आशा में करती रही 

लड़ती रही  झगड़ती रही खुद से कभी औरों से।

लगा की अनुबंधित हो गई चारदीवारी में।

मां के दिए संस्कार परिवार के लिए सब कुछ करो।

करती रही बार बार अपमान सहने के बाद भी।

माग का सिंदूर पोंछ दिया।

माथे बिंदिया मिटा दी ।

सुहागन होते भी छोड़ सब आगे बड़ने लगी थी।

 इतनी ताकत  थी की खुद का बलात्कार न होने दिया कभी।

मतलबी साथी भी शत्रु सा दर्द देता रहा बार बार ।

लोग अपनी गलती थोपते गए ।

क्यों चुप रह गई हर बार ।

अब जीती रही बच्चे के लिए ।

रोज मौत की गोद में समा जाने का सपना देखती रही ।

खुश होती प्रार्थना करती इस मौत के जीवन से 

एक शांत  अंत मिल जाए ।

दुर्भाग्य था ।

फिर इल्जाम लगा बेटी के रुपए लेके भाग जायेगी।

जब मर चुकी  थी पूरी तरह  ।

कैसे लगा ये इल्जाम नही पता ।

यही तो चाहा की नही रहना उसके साथ 

जिसको परवाह नहीं ।

कभी किसी का लिया नही ।

न सोना न जेवर न कपड़ा ।

फिर क्यों इतना बड़ा इल्जाम लगा दिया ।

क्यों इस औरत को मार दिया ।

मेरे दर्दों पे कुछ रिश्ते हंसते रहे ।

वो जिनके लिए सब कुछ किया ।

क्यों नहीं सोचा की इस औरत ने अपनी मां 

का मृत्यु के बाद दान दिए 

वो अपनी बेटी के रुपए लेकर क्यों भागेगी ।

जीते जी मुझको मार दिया 

अब उन सबको 

इंतजार है ,की एक मरे हुए इंसान की मौत देखने का ।

तभी तो में देखती हूं की मेरे बीमार होने पर 

उनके आंखों में चमक आ जाती है ।

इस तरह कई औरते जीते जी मरती हैं 

या मारी जाती  हैं ।











Saturday, January 13, 2018

chahat

Main bolna chahti hoon ....
Mann Ke Sab chhand bandh khol..
Jivan path ke sangharsh ki dhun
Khud gungunana chahti hoon...
Main bolna chahti hoon...
Ahnkar nahi sabal atmvishwas Ke Sur...
Apni vani me gholna chahti hoon..
Haan main bolna chahti hoon..
Pratibimb nahi main kisi ka bhi..
Ab  apna kirdar dhoondhna chahti hoon
Par an main bhi bolna chahti hoon
Sweekar nahi zanziro main jakri jaoo
Ab asmano main urna chahti hoon
Kyonki ab main bolna chahti hoon..
Umr ka akhiri paraw he ye ....
Chhalag oonchi lagana chahti hoon
Janti hoon sharir  jarjar ho raha hai..
Atma ko ek patang Sa udana chahti hoon ....
Tabhi an main bolna chahti hoon ..
Mrityu se pahle ab jivan ka navsrijan pal
Bus pans chahti hoon




Friday, January 12, 2018

prarabdh

Prarabdh adi he ya ant ...
Adhyatm hai ya sangyan ...
Safalta he ya asafalta...
Ya fir hai ye karma ka sidhdhant....
Srishti se pare nahi hai....
Is janm ka satya hai ya ,
Punarjam ka undekha Vigyan..
Saubhagya leke aya ya durbhagya....
Ya sirf  akshron se bana  ek jaal hai prarabdh...
Bhoot vartman ya bhavishya he ....
Vikal  Mann dhoodhne nikal para,
Ek adhyatmic vedant.....
Jo brahmand  ki sanrachna ka vishay he...
Ek unsuljhe sawal ka zawab hai shayad ki,
Jo mil gaya WO bhi prarabdh 
Jo kho gaya WO bhi prarabdh.....
Ssbal Ne nirbal ko sahara diya ....
WO hai kya prarabdh ....
Ya youn kaho kabhi nirbal ki duaon 
Ka basera hai kisi Ke liye ye prarabdh....
 antarman ki poonji hai ye prarabdh....
Ek vairagi ka vairagy he to ,
Mohi ka moh he ye prarabdh......
Mrityu Sa shoony bhi hai ...
To navsrijan ka shringar bhi ...
Sadhak ki sadhna he ..kya ?
Na vigyan he na Kalpna ....
Saar hai lagta atma se param atma
Ke raste ki doori ka bodh hai.......
 ye prarabdh..




kuaho Ke saye




Kuhase ki chadar ordh suraj ko ugte nahi dekha....
Dekha suna  to majdooro Ke addon  par  Khare kaam ki talash me majdoor.....
Rain bareson me kagaj lakdi ke alaw sekte log .....
Sarhadon par bandookon Ke sayo ke barfile toofan  jhelte Jawan.....
Kuhase dhundh ki tikhi bayar yoon  to khoobsurat  yadon ka bhi mausam bhi hai.....
Par sachchai sirf  bina kapdo Ke tanghal jiti
Zindgiyon me dabi  .......
.phate hue honth thande sard ho chuke ungliyo Ke pore .......
Kahi kone  me dubke sarko Ke kinare  par WO bejuban janwar .......
Muththi bhar dhoop ki aas main wo nanhi chhoti ankhen ...
Bajre ki roti Ke char tukre kar maa bachcho ko pakrati sorf bhookh mitane ko ......
Is dhundh me main bhi dhhonti hoon kuchh yaden..........
Jo shayad  hamesha dhundh me hi khoyi hongi..........
Lekin dhundh aur kuhason me chhupi ab  ye kadwi sachchai me kuchh apno ko dekhti hoon.....



sham ki sair

Sham ki sair me tum aaj bhi shamil ho 
Kabhi kahi chiriyon ki awaji Ke beech 
Tumhare shabd....
Jab tak samarpan he sair he .....takat he 
Vichar hain .....josh he .....intezar he  , 
Kuchh khoobsurta se pal the WO 
Jisne yoon hi zindgi  sawanr Di
Yaad hai kabhi jab urte  hue mor ko dekh kar tum tahake  laga dete the ...
Kabhi mausami bayar ka zikr hota tha
Kabhi  updeshak se us ore se bolte hue ........kabhi vismrit kabhi bhramit ...
Mai sunti jati thi ...surf age barh Jane ki ummid liye.....
Kai sapne Mann me basa diye .....
In sooni  palko  pe......
Jo aaj meri  sham ki sair me Shamil hote hain.....
Kabhi tumhari narajgi ....sifr mujhe age barahne me ...
Yakin mano tumne mujhe MAIN ka darza diya .....
Saans to tab bhi leti thi ....aaj vishwas Ke saath jiti hoon
Kyonki meri sham ki sair me tum shàmil aaj bhi ho ....
Sarak pe chalti hui parchhai meri aaj bhi 
Timhare un  laybadh talo pe chalti he .  .
Kitna madhur..kitna madir ..
Jaise shabdo pe bharosa karti he .....
Kyonki meri ...........me Shamil tum aaj bhi ho ......
WO kopal Jo un dino dekha karti thi.....aaj WO chhoti Si dali ban gayi he....theek usi tarah jaise mera khud pe bharosa .....
Bus aankho me hakikat me ek sapna leke chalti hoon ki ,,,,,
......tumhara diya sapna.....


sham ki sair

Sham ki sair me tum aaj bhi shamil ho 
Kabhi kahi chiriyon ki awaji Ke beech 
Tumhare shabd....
Jab tak samarpan he sair he .....takat he 
Vichar hain .....josh he .....intezar he  , 
Kuchh khoobsurta se pal the WO 
Jisne yoon hi zindgi  sawanr Di
Yaad hai kabhi jab urte  hue mor ko dekh kar tum tahake  laga dete the ...
Kabhi mausami bayar ka zikr hota tha
Kabhi  updeshak se us ore se bolte hue ........kabhi vismrit kabhi bhramit ...
Mai sunti jati thi ...surf age barh Jane ki ummid liye.....
Kai sapne Mann me basa diye .....
In sooni  palko  pe......
Jo aaj meri  sham ki sair me Shamil hote hain.....
Kabhi tumhari narajgi ....sifr mujhe age barahne me ...
Yakin mano tumne mujhe MAIN ka darza diya .....
Saans to tab bhi leti thi ....aaj vishwas Ke saath jiti hoon
Kyonki meri sham ki sair me tum shàmil aaj bhi ho ....
Sarak pe chalti hui parchhai meri aaj bhi 
Timhare un  laybadh talo pe chalti he .  .
Kitna madhur..kitna madir ..
Jaise shabdo pe bharosa karti he .....
Kyonki meri ...........me Shamil tum aaj bhi ho ......
WO kopal Jo un dino dekha karti thi.....aaj WO chhoti Si dali ban gayi he....theek usi tarah jaise mera khud pe bharosa .....
Bus aankho me hakikat me ek sapna leke chalti hoon ki ,,,,,
......tumhara diya sapna.....

Tuesday, May 28, 2013

chand ki ahat





                                                         सुनी तो होगी तुमने,

वो आहट जो इन 
पत्तियों के साये मैं ,
      दबे पाँव छुपे चाँद से आई  थी,,,,,,,
  क्या फिर  भी तुम तनहा थे? 
कानों  मैं कोई आवाज 
जो उस  अमराई  से निकली 
चांदनी ने सुनाई थी,,,,,,,,,

                                                          क्या फिर  भी तुम तनहा थे ? 
सूरज   की  हर तपिश को समेटा  था
इसी ने तो अपने आँचल  मैं 
देने सुकून तुम्हे कुछ पल के
पालकी मैं सवार सी आयी थी ,,,,,,
क्या फिर  भी तुम तनहा थे ?